📱

Get Our Mobile App

Take your business learning on the go!

Download on the App StoreGet it on Google Play

Sufiyana Pyaar Mera | Kya Zaroon lega stand? | FULL EPISODE-139 | सूफ़ियाना प्यार मेरा

STAR भारत20:25

Transcription

Sufiyana pish Sufiyana Inspector jaldi kijiye please. Jar ki awaaz, mujhe fauran yahan se nikalna hoga. Sorry Mr. Jar, woh footage galti se delete ho gaya. Majaak chal raha hai yahan par. Mujrim aapke haath se bhaag jata hai, footage aapse delete ho jata hai. Aisi laaparwahi. Relax, aap itni fikr kyun kar rahe hain? Hamare paas har footage ka backup hota hai. Bas thoda time laga lo hone mein. So relax please. Main in logon par bharosa nahin kar sakta. Ab yeh mamla mujhe khud jaana hoga.

Sochne wali baat hai, Kayanat mein itni himmat kaise aa gayi ki police station aa gayi, woh phir bhaag gayi, phir waapas aayi aur footage delete kar di. Usne samajh mein nahin aaya. Fareb bhi to ho sakta hai na? Ya aisa bhi ho sakta hai ki usne mujhe yahan fasa diya ho aur ghar par kisi ke upar hamla kar le, nikal gayi ho. Ammi abbu, aapne Jaarang ko dekha kya? Kahin dikh nahin raha hai beta Jar. Aaiye ab, jaldi aaiye, fauran! Kap, ghar ka ek-ek kona check karo. Sab acche se check karna. Haan, har jagah nazar lagaaiye aap log. Ammi abbu, aap hall mein hi rahenge, ghar se bahar nahin jayenge. Haan. Jainam chachi kahan hai? Koi hai unke saath? Haan, naukar hai na? Hai na? Haan haan. Satna, tum theek ho? Kuch hua to nahin na tumhen? Koi nahin aaya tha hajaro par tumhen kya ho gaya hai? Aur yeh bodyguard kyun hai yahan pe? Yeh hum sabki security ke liye hai, kyunki main abki baar koi chance lena nahin chahta. Abki baar us Kayanat ko chhodunga nahin, main bach ke nahin jaegi. Abki baar woh. Check kiya aap logon ne acche se? Aap sab log niche jao hall mein aur do log darwaze ke bahar raho aur rahana, koi andar nahin aana chahiye yaad se jaldi jao. Isi khanjar se mara tha na Kayanat ne meri mom ko? Mujhe meri marhoom mom ki kasam agar Kayanat mere samne aa gayi na, isi khanjar se jaan lunga uski. Main bachkar nahin jaegi woh. Jar beta, gusse mein aisa kuch mat karna ki baad mein pachhtana pade. Nahin nahin ammi, mera faisla aapke galat nahin ho sakta. Saari had paar kar chuki hai woh. Agar kanoon usko saza dene mein nakaam raha to main khud usko saza dunga apne haathon se. Bazaar kisne kaha tha tum humse pyar nahin karte? Hum to sirf isliye Saltanat ko police se dur rakhna chahte the kyunki humein lagta tha ki agar woh pakdi gayi to taftish mein hamara sach sabke samne aa jayega. Lekin tum par to khud hi use maarne ka Junoon sawar ho gaya hai. Yeh hai hamaare ishq ka natija ki aaj tum khud apne haathon se apne pyar ka katl karne ka faisla le rahe ho. Humein naaz hai tum par Jar. Aapko usne kya kiya? Police ke paas gayi thi, police station mein, wahan se bahar gayi, bahar jane ke baad waapas aayi aur room mein jaakar usne saari CCTV ki footage delete kar di. Itni shatir ladki hai woh, lekin abki baar bach ke nahin jaegi. Mere media wale jitne bhi friends hain un sabko inform kar diya hai. Kal akhbar mein uski photo hogi. Ya Allah, hamaare bachchon ki taklifein kab khatm hogi? Aap sab log yahi rukna, main niche check karke aata hun security walon ke paas. Ab to Allah se yahi dua hai ki hamaare bachchon ki zindagiyon mein sukoon laut aaye.

Crush crush, gunahgar ho tum, isliye tumhen yahan par qaid karke rakha hai taki tumhari yaadada waapas aa sake. Tumhen yaad aaye ki tumhara gunaah kya hai. Is baar to main Krish ki wajah se yahan par aa gayi, magar is tarah main apni zindagi nahin jee sakti. Mujhe kuch bhi karke apni apni pehchaan dhundhni hogi, apna wajood jaanna hoga. Yeh jaanna hoga ki Madhav mujhse itni nafrat kyun karta hai. Kuchh Didi, aao na, baitho na. Kya ho gaya? Crush aur kahan the aap? Chale aap apni aankhen band karo. Okay Krish, kya pehna rahe ho? Aankh kholo. Yeh band. Arre meri bhutu Didi, aaj subah aapne mujhe hamari pakki dosti ka balloon gift diya tha na, to ab mujhe bhi hamari pakki dosti ka gift aapko dena padega na, warna hamari dosti pakki kaise hogi? Hum thank you. Ab yeh pakka ho gaya hai ki aap mujhe chhodkar kabhi nahin jaogee. Krish, aap chahte ho na ki aapki dost Didi aapko kabhi chhod ke na jaaye? Haan Papa, to uske liye to aapko unhen koi gift dena hoga jisse aap dosti confirm ho jaaye, bilkul pakki wali aur woh aapko chhod ke na jaaye. Par main to koi gift laaya hi nahin. Lekin main to laaya hun na, yeh dekho. Yeh na apni dost Didi ki klai par bandh dena, phir aapki dosti bilkul pakki wali ho jaegi, woh aapko kabhi chhod ke nahin jaegi. Thank you Papa, I love you. I love you too beta. I am sorry beta, main aapko in sabke beech le aaya lekin yeh bahut zaruri hai. Hello Mr. Chopra, how are you? Haan, mujhe yaad hai aapke saath meeting hai. Koi hai? Arre koi hai, is andhe ki madad karo please. Koi to meri fariyaad suno. Itne din se constipation ho rakha hai. Jab pata hai ki main subah doodh peeta hun aur news sunta hun tabhi fresh hota hun, phir please koi to chataka kedaar news de do na. Nahi koi news de raha hai na hi nashta lagta hai. Yeh log mera murder kar denge, zulmi sale sahab. Itna gussa hone ki zarurat nahin hai. Main nashta bana kar deti hun. Aaj chaand west mein hi dub gaya kya jo Kashish ji mujhse itne pyar se baat kar rahi hai? Sahi kaha hai kisi ne, musibat mein gadhe ko bhi dost banana padta hai. Ab apne bare mein jaanne ke liye is leechd ki help karni pad rahi hai mujhe, par it's okay. Iske siwa aur koi option nahin hai mere paas. Jee, aap news padh rahe ho? Kuchh dikh nahin raha hoga. Main padh ke batata hun. Yeh dusre ki photo akhbar mein kyun aayi hai? Baji, yeh wanted kya hota hai? Wanted ka matlab hota hai jisse hum bahut pyar karte hain, jise hum hamesha apne aaspaas rakhna chahte hain, jise hum behad shiddat se dhundhte hain, use wanted kehte hain. Matlab koi meri dos ko dhundh raha hai? Nahin, main dos ko yahan se kahin nahin jane dunga. Yeh kya kar diya Jar ne? Bahut badi dikkat kar di usne hamaare liye. Jee jee jee Inspector. Okay Saltanat, woh police station se phone aaya hai jo humne add diya tha na Kayanat ka akhbar mein, to police walon ko idea acha laga hai aur appreciate kiya hai mujhe. Andaja bhi nahin tha ki is ek kadam se hum Kayanat ke aur itne kareeb pahunch jayenge. Police walon ko Kayanat ki ek lead mili hai, kisi ne usko pehchaan liya hai aur uska address bhi gaya to jaldi pakdi jaegi Kayanat. Police walon se baat karta hun. Ek saaran ke samne aane se pehle agar Kashish police ko mil gayi aur Madhav tak pahunch gayi to hamara pura khel khatm ho jayega. Abba, maza hi aa gaya, itna achcha nashta karke. Janmon se maine itne achche parathe nahin khaye. Kaash kaash Kashish ji mujhe daily hi aisa nashta karae. Kashish ne Jugal ke liye nashta kyun banaya? Mere se puch bhi rahi thi ki main unke bare mein kya jaanta hun. Maza aa gaya? Kya poocha Kashish ne tumse? Kya bataya tumne use? Hasna band karo aur mujhe batao, puch raha hun main, kuch jawab do bhaiya. Chhodo use aur usse kya puch rahe ho? Ab to puri duniya jaanti hai uske bare mein. Yeh dekhiye, ab sab jaante hain uske sach ke bare mein. Kashish ka hai? Kashish Kash hold on, aap aise mere ghar mein kaise ghuse chale aa rahe hain? Hamare paas search warrant hai Mr. Sharma. Humein pata laga hai ki aapne apne ghar mein kisi ladki ko chhupa kar rakha hai. Dekhiye, aapko kisi ne koi galat khabar di hai, aisa kuch bhi nahin hai. Hum pata laga lenge. Ladkar inke ghar ka kona kona chappa chappa chhan maro, dhundo yahi kahin hogi. Kahan hai Kashish? Agar woh Jar ko mil gayi to kaise rokun inhe? Kaise bachaun Kashish ko in se? Abhi saara sach sabke samne aa jayega sir. Pura ghar check kar le, koi nahin. Chalo, Kash, in logon ko nahin mili to kahan gayi? Kahan chali jati hai baar baar? Aise hi waqt ke liye maine Krish se use woh dilwaya tha. Uski tracker chip se dekhta hun ki woh kahan hai. Kashish, wahan kya kar rahi hai? Krish, acche se padhai karna hai, no shaitani. Okay okay. Waise ek baat batao, aaj aap mere saath school kyun ja rahe ho? Roz to aapko driver drop karta hai na? Haan, par aaj mera school aane ka aapke saath man tha, isliye main lekar aaya. Ab kya bataun inhen ki agar ghar chhodkar aata to koi na koi inhen aa ke le jata, lekin abhi bhi inhen main ghar nahin bhej sakta. Ab kaise leke jaun inhen kahin aur? Dooj Didi, aaj mera man school jane ka nahin kar raha. Hum koi aur chale, hum kisi ko kuch nahin batayenge aur keh denge ki main school mein hi tha aur aap kisi kaam se bahar gaye the. Bad boy Krish, kisne aapko yeh gandi harkaten sikhayi? Jhoot nahin bolte aise. Aap school chalo, hum sham ko bahar jayenge. Chalo, agar mere school jane ke baad koi inhen leke aaye to kya? Soch rahe ho? Chalo achcha theek hai, pehle hum wahan bhel khaayenge phir jata hun school. Achcha, fatafat kha lo phir school jana hai. Chalo bhaiya, ek bhel dena, teekha, meetha, meetha thoda meetha banana. Didi, main school ke baad milta hun, bye Papa. Kya hua? Chalo mere saath. Kitni baar samjhaya maine, kitni baar kaha hai ki ghar se bahar aise hi bina kisi ko bataaye mat nikla karo. Meri baat samajh mein nahin aati tumhen? Nahin nahin samajh aata, hazaar baar koshish kar chuki hun samajhne ki magar tumhari baatein samajh mein nahin aati hai mujhe. Madhav aur kyun samjhu main? Jhoot ke siwa aaj tak tumne mujhse kuch kaha hai? To kyun bharosa karu? Na to mujhe yeh bata rahe ho ki maine kiya kya hai, na tum mujhe koi aisi jagah lekar ja rahe ho jahan mujhe kuch yaad aaye. Madhav, tumne has kar diya hai pareshan ho chuki hun main, hazaar sawal hai mere jahan mein magar tum ek ka bhi jawab nahin de rahe ho. Mujhe na to mujhe kisi aise insan se milne de rahe ho jo mujhe kuch bata sake. Arre mujhe nahin kuch yaad aa raha hai, main kya karu? Pareshan kar ke rakh diya hai. Yeh kya hai? Yeh kya hai? Mere wanted ke posters chhap rahe hain akhbar mein? Madham kya hai yeh? Please batao mujhe sach zarur tumko. Okay, fine, aaj sach batata hun tumhen. Sufiyana Sufiyana.