Transcription
Sufiyana pe [music] Sufiyana Maamun Bhai ka khwab mua bhala unka kya khwab ho sakta hai tum bhi na mere bete ki tarah bholi ho Jainab bahu magar main murda sunkar batati hun ki kis gam mein mara hai tumhen kya lagta hai yah jo Canada se yahan aayi hai hamaare Hindustan mein hamaari betiyon ke liye aayi hain to to phir kis liye aayi hai?
Are hamaare dargah ki jo lambi chauri aamdani hai aur jaidad hai use hadapne aaye hain nahin nahin bua aisa nahin ho sakta hath kangan ko aarasi kya aur par likhe ko farsi kya aaj hi aazma lo tumhaare bete ke saath insaaf bhi ho jaayega aur unki pal bhi khul jaayegi tarika main bata deti hun.
Assalam वालेकुम जान वालेकुम assalam ma ye lijiye aapke bhai ka waras aapka janashin ab ye aapke hawale thama dijiye ise Ahmad Shah Gazi Baba ki nisbat ka sira ha se aapka gulam [music] [music] [praise] [music] [music] ek minute miya [music] jaan ruk jaaiye miya jaan [music] are hamaare dargah ki jo lambi chauri aamdani hai aur jaidad hai use hadapne aaye hain virasat jar ko nahin mil sakti miya jaan jar is virasat ka hakdaar nahin hai is virasat ka hakdaar sirf aur sirf Kayanat ka shouhar [music] hoga kyunki Kayanat aapke bade bete ki beti hai aur saltanat se badi hai aur yahi khandan ki riwayat hai.
Main kuchh samajh nahin badi chachi yah sab main sirf itna kahana chah rahi hun ki ye virasat jo aaj tumhen di ja rahi hai us par tumhara nahin [music] Kayanat ke shouhar ka hak hai lekin Jain Bhati [music] bahu badi bahu sahi kah rahi hai agar use taraaz hai to yeh virasat jar ko nahin di ja sakti [music] g [music] a [music] beta ji bachchon ki dil ki muraad badon ki khidmat karne se puri hoti hai mujhe mere kamre tak le chalogi [music] ji [music] chaliye yeh badi mami ka stand nahin ho sakta hai saltanat Subhan tai ammi ki thi Neelam magar lafz kisi aur ke lag rahe the magar pata hai mujhe fikr unki nahin fikr miya jaan ki lag rahi hai aaj zindagi mein pehli baar unki aankhon mein udasi dekhi par saltanat to yeh game kaun khel raha [music] hai shukriya chalta hun dadi main khuda hafiz firangi bete zara suno yeh tumhara Canada nahin hamaara Hindustan hai aur Hindustan mein bhi hum Shah family hain yahan dusre gharanon ki tarah nafrat aur mohabbat chehro pe aur zaban pe nahin dilon mein rahti hai.
Main kuchh samajh nahin dadi main samajhti hun socho jo hua kyun [music] hua aur agar badalna chahte ho to kaise aur kis tarah badla ja sakta hai aur kaun badal sakta hai khuda hafiz khuda hafiz dadi dadi agar aap TV writer hoti to aapka har serial hit jata dadi is ghar ki us aurat ko aapne kaise influence kar liya jise nana bhi influence nahin kar sakte hum lo aa gaya yeh jo tumhara baap hai na uske nakara pan ne mujhe bahut kuchh sikha diya warna main bhi seedhi shaadi dusre auraton ki tarah gharelu aurat thi are mera aur tumhara jo hona tha vo ho chuka amma ab kyun is bechare ki zindagi barbaad kar rahi hai iski zindagi barbaad nahin abad hogi samjha dadi sab kuchh to hamaare favour mein ho raha tha to aapne jar ko kyun bhadkaya aapko to meri aur Kayanat ki nikah ki baat chhedni chahiye thi yaad rakh har kaam apne waqt par achcha lagta hai aur sahi samay par teri nikah ki baat bhi hogi us firangi ko bhadkana isliye zaruri tha ki us ghar mein jitne zyada hangame honge na utne hi zyada teri kamayabi tere kareeb hogi tu sirf Kayanat chahta hai lekin main tujhe Kayanat aur virasat dono dilwana chahti hun samjha mere hamja [music] [music] [music] ek baar thande dimaag se meri galat suno [music] jab khwaboon mein aag lagi ho na to aankhon ko thanda karke kuchh nahin hota ka sala tumhara beta meri umr bhar ki planning ko tabah karne par chala hua hai galat kah rahe is ba kasur mere putra ka nahin hai to phir kiska kasur mera ya meri aankhon ka jin hone apni aulad ko lekar kuchh khwab dekhe voti ne sari zindagi har galti ka labaik ka hai aaj pehli baar vo kuchh boli hai to ek pal ke liye to socho koi to galti hogi [music] na jab aulad ki rah mein toota hua kanch pada ho na to use hatana maan-baap ki zimmedari hoti hai toha ek awaaz se dar Canada se India chala aaya ab agar dusre ke kusur ki saza bhi hamaare put jar ko milegi na to usse to bagi ho jana yakin kijiye is baar kasur hamaare putra jar ka nahin hai kasur us aurat ka hai jise aapki miya jaan ne sabse changa samjh rakha thik kar [praise] galat kya kaha [praise] [music] mane yeh sab kuchh tumhari galti ki wajah se ho raha hai jar agar koi soch do khandan ko todne lage to insan ko apni soch badal deni chahiye jar na aane wali nali us insan ko kabhi maaf nahin karti jaise ki maine apne abu ko [music] aaj tak main apne ab bu ko maaf nahin kar [music] paya sab kuchh chhod kar chale gaye aap do galat haadason ko compare kar rahe hain dad isse pehle aapne apne dad ke jazbaat ko nahin samjha abhi aap apne bete ke jazbaat ko nahin samjh rahe hain dad mujhe pata hai galti meri nahin hai par phir bhi main koshish karunga ki sab thik ho jaaye aap fikr mat kijiye dad pani main nahin janta tum kya karne wale ho jarun agar mujhe meri khoi hui virasat vapas nahin mili na to tum soch bhi nahin sakte ki tumhaare baap ka agla kadam kya hoga tu fikr na kar putar sab thik ho jana hai [music] [music] [music] tum chaho to yeh gulabon ke phoolon ki jagah normal phool bhi use kar sakte ho kyunki ab yeh fatiha mere haton nahin hogi jar yeh meri nahin ammi ki taraf se hai main to is ghar mein nayi hun par kya tum bata sakti ho ki miyan jaan ki is duniya mein mohabbat karna itna bada gunaah ho gaya is saara khandan ek insan ka dushman ho gaya lakh bacha lo dil se daaman pyar ka rang chad jata hai apne hisse ki ungli mein ishq na gana chad jata hai rab ka tohfa hai yeh mohabbat din soche le ja tu sajda kar le uski raza pe ishq ka ho ja tu jeet ho ya haar ho har ada mein pyar ho ishq hi hai it jaman chahe koi bhi ho magar jab mohabbat aur farz mein takraav hota hai na to kurbani mohabbat ko hi deni padti [music] hai mujhe sirf saltanat chahiye mere dad ko virasat chahiye ab yeh nayi jo tufan khada hua hai ise rokne ke liye kya tum apne hone wale shouhar ka sath dogi [music] mujhe lagta hai ki tumhari is problem ka hal sirf Kayanat nikal sakti hai Kayanat saar vo tai ammi ki beti hai aur aaj jo kuchh bhi hua usmein tai ammi ka khud ka stand tha aur mujhe lagta hai ki agar ek beti chahe to apne ammi ke faislon ko badalwa sakti hai tum koshish karke dekh lo ya Allah sari duniya ne milkar hamse hamara mahboob chhinne ki saazish ki hai bahut jaldi saltanat aur saaran ki mangni tay hone wali hai magar hamen hamen bas aapke faisle ka intezaar rahega [music] [music] maine tumhara dil dukhaya hai tumhara dukh bhi main samjhta hun aur kahin na kahin mujhe aisa bhi lagta hai ki aur se behtar tum bhi meri problem ko samjhti ho kyunki agar tum na nahin karti to mujhe saltanat nahin milti shukriya Kayanat aur I am so sorry jo jo bhi kuchh hua uske liye na tum tum bahut achchi ladki ho lekin I am so sorry tum waisi nahin hun [music] jaisa jaisa main sochta hun kyunki agar mera dil tumhaare naam se nahin dhadakta phir bhi main sari zindagi tumhaare saath rehta to kitni badi na insaaf hoti tum khud socho Kayanat ki tumhari shaadi ho jati aur tumhara husband sirf pyar karne ki adakari karta tumse pyar nahin karta to kaisa lagta tum aap aapko koi aur kaam hai hamse shukriya Kayanat meri madad karogi ji mere dad jab sab kuchh chhodkar Hindustan aaye to unka ek khwab tha jo dynasty jo virasat mere dada ne khoi hai mere dad hasil karna chahte hain lekin tumhari ammi ke ek faisle ne mere dad ke khwab ko tod diya hai kya tum us tute hue khwab ko pura karne ke liye meri madad [music] karogi kya karna hoga hamen kya tum apni ammi ko samjha sakti ho kyunki is ghar mein jo bhi mere khilaf soch raha hai vo tumhari wajah se soch raha hai sabko lagta hai ki maine tumhara dil dukhaya hai to yeh sab uski wajah se hua please mujhe promise karo tum apni ammi se baat karogi aur unhen [music] samjhao please sorry [music] Sufiyana pesh Sufiyana [music]