📱

Get Our Mobile App

Take your business learning on the go!

Download on the App StoreGet it on Google Play

Sufiyana Pyaar Mera | Aakhir kya karna chahti hain Saltanat ki ammi? | FULL EPISODE-08

STAR भारत20:21

Transcription

Sufiyana Pesh [Music] Sufiyana Saltanat Kayanat ko yahan bula lao ji Miya Jaan Miya Jaan se shaadi ke liye inkar kar do to to baat ban jaayegi. Agar bachpan se aaj tak mainne apni pasand ki har cheez haasil ki aur tum peeche reh gayi ho to usmein mera nahin tumhari parvarish ka kasoor hai. Mere maan-baap chahte hain ki main tumse shaadi kar lun magar main aisa nahin chahta kyunki main kisi aur se pyaar karta hun. Shaadi usse nahin karni chahiye jise tum pyaar karte ho balki shaadi usse karo jo tumhen pyaar karta hai. Kayanat [Music] Kayanat Kayanat andar ho kya tum Kayanat bahar aa jao dulhan bano ab chup ke kya fayda. Agar bachpan se aaj tak mainne apni pasand ki har cheez haasil ki aur tum peeche reh gayi ho to usmein mera nahin tumhari parvarish ka kasoor hai. Mere maan baap chahte hain ki main tumse shaadi kar kar magar main aisa nahin chahta kyunki main kisi aur se pyaar karta hun. Sab bahar intezaar kar rahe hain. [Music] Aapka Kayanat Kayanat kya ho gaya tum khush nahin lag rahi ho sab theek hai na is saadigi par kaun na mar jaaye ya khuda ladte hain aur haath mein talwar bhi nahin. Tum kehna kya chahti ho Kayanat agar tum Miya Jaan se shaadi ke liye inkar kar do to to baat ban jaayegi. Saltanat tum apna khel khel chuki ho magar hamara khel abhi baaki hai par hamen tumhari tarah khel khelna nahin aata hai isliye humne tumhari shikayat Allah Tala se karti hain ab hamari taraf se woh tumhen samjhega. Shikayat Allah Tala se karti hai magar kya [Music]

Aaoo beta baith jao [Music] Kayana Kayanat ek angoothi pasand kar lo beti [Music] [Music] Jainab hamen pata hai hamari pasand Kayanat ko pasand aayegi ise pehan kar kar dekho beta yeh pehan kar dekho to sahi ki tumhen fit aa rahi hai ki [Music] nahin kya hua beti haath aage [Music] badhao kya baat hai angoothi pehan kyun nahin rahi ho kya apne Miya Jaan ki pasand pasand nahin Kayanat haath aage badhao [Music] beta [Music] Are kya hua yeh khana Ammi woh woh ungli kat gayi [Music] kat gaya kaise beta choodi choodi lag gayi chalo koi baat nahin hum auraten aksar apni hi choodiyon se zakhmi ho jaati [Music] hain. Saltanat beta ji beta tumhara aur Kayanat ki ungli ka size ek hi hai na aaoo beta tum ise pehan kar dekho aaoo beta ji daai Ammi main try kar leti hun ring haan par agar mangni tak yeh zakhm theek nahin hua to Ammi aise kaise theek nahin hogi choodiyon ka ghaav to aapko bhi kitni baar lag chuka hai na ek hi din mein theek ho jata hai ab tension na lijiye theek ho jaayega taiye mai laaiye are aap laaiye na main koshish karta hun la [Music] [Music] [Music] [Music] [Music] Sahi hai us pull ke baad lal khat ki rasm ada ki jaayegi aur uske baad mangne ki tarikh bhi tay hogi Jaan Mohammad ji tum apni Ammi ko bhi bula lena hamare ghar mein sabse badi wahi hai unhin ke haathon yeh khat likha jaayega ji Miya Jaan [Music] pull ke baad lal khat ki rasm ada ki jaayegi aur uske baad mangne ki tarikh bhi tay hogi [Music] [Music] Ra beta aa [Music] [Praise] Kal sham dargah ki fatiha hamara pota Darun Shah [Music] padega aur hum Shah Baba ki virasat agli nasl ko saupenge us dargah ki gaddi par pathane ka sirf khwab hi nahin hai mera meri zindagi ka maksad hai bas ab tum haan keh do to dead ke saath saath meri wish bhi puri ho jaaye [Music] [Music] Jaaru ne nikah karne se inkar kar diya na jaanti ho yeh kis liye hua yeh tumhen Allah ki taraf se saja mili hai kyunki zindagi mein pehli baar pehli baar tumne mera kaha nahin maana. Zindagi mein pehli baar tumne Ammi ki hidayat ke khilaf kaam kiya hai. Zindagi mein pehli baar tum bagair mujhe bataaye kahin kisi se milne gayi tumhen kisi bhi keemat par saaron se nahin milna chahiye tha meri chaand hamen sach mein maaf kar [Music] dijiye sorry [Music] Ammi Ammi yeh dekhiye pure ghar mein aapko dhoondh liya aur aap yahan par khadi hain Ammi jaldi se aapki chai pee lijiye agar Miya Jaan ne dekh liya na ki aap bewakt chai pee rahi hai to aapko lamba chauda lecture suna denge [Music] pakad idhar baith kya ho gaya kya chal raha hai ismein kya kya chal raha hai kuchh bhi to [Music] nahin mujhe lagta hai ismein chini kam hai main lekar aati chini theek hai mainne jo sawal poocha na uska jawab do pooche kya poochna chahti hai aap Jaar kya chahta hai [Music] tumse woh woh Kayanat se nahin mujhse shaadi karna chahta hai tumhen Jaar pasand hai hameye kaisa ajib sa sawal kar rahi hai aap aap jaanti hai ki woh mere nahin Kayanat ke liye aaya hai mainne seedha sadha sawal poocha ki Jaar tumhen pasand hai ya nahin seedha sadha jawab do haan ya na [Music] Mummy aap phir galat sawal kar rahi hai jo mere liye hai hi nahin main uske liye apni ray kyun rakhun yeh aankhon ki luka chupi na kisi aur ke saath khel Ammi hun main tumhari peeth peeche se bhi aankhen pad sakti ab suno ab tum apni juban se kisi ko kuchh nahin kahogi kisi ko bhi nahin aur na hi Jaar ko naana haan na na tum fikr mat karo Miya Jaan hai na jab woh sach jaanenge to tumhare saath koi naainsafi nahin hone denge yeh yeh rishta unhonne khud tay kiya hai sari zimmedari bhi unhin ki hai aur waise bhi Kayana jin ka koi nahin hota unka Allah hota hai sab theek kar dega tum sab us par chhod do Allah se behtar mansuba koi nahin bana sakta Kayanat agar usne Jaar ko tumhari kismat mein tumhari takdeer mein likh diya hai to use tumse koi nahin cheen sakta koi nahin sach mein Ammi kaun kise milna chahiye iska faisla hum karenge [Music] [Music] Assalam वालेकुम jan tumhen pata hai lal khat kya hota hai hum tumhen batate purane zamaane se shaadi ya mangne ki tarikh tay karne ke liye yeh rasm rakhi jaati [Music] hai ismein ghar ka bada dulhan ke lal jode ke jaise kagaz par aur lahe ke sherwani jaise rang ki roshanai se mangni ya shaadi ki tarikh mukarar ki jaati hai kaash lal khat mera aur tumhara rishta tay karne ke liye likha jata aap hamari beti ki saas hai ghar mein sabse badi aap apne mubarak haathon se likhen to badi musarrat hogi [Music] mujhe lagta nahin hai kuchh karegi mujhe hi kuchh karna padega Miya Jaan main aapse kuchh pooch sakta hun zarur lekin yeh mura kaam pehle ho jaane do uske baad pooch lena barkhurdar baad mein bahut der ho jaayegi Miya Jaan mere jo bhi sawal hain is mangni ke baare mein [Music] [Music] [Music] Miya Jaan main bas yeh jaanna chahta hun ki kya Quran Hadith Khuda aur uske Rasool Sallallahu Alaihe Wasallam mujhe yeh haq dete hain ki main apni pasand ki dulhan chun sakun ya nahin [Music] Sufiyana Pesh Sapiya [Music]